Tuesday 2 September 2014

Basanta Basanti Jokes

Ek baar basanta basanti ka jghagra ho gya
Basanti : kash mene apni maa ki baat man li hoti to aaj mujhe ye din dekhne ko na milta
Basanta : Kya matlab ki tumhari maa ne tumhe mujh se saadi karne ko mana kiya tha
Basanti: Or nahi to kya
Basanta : He Bhagwan me us nek orat ke bare me kitna bura sochta  tha jis ne mujhe Bbachana chaha.

No comments:

Post a Comment